Hasil (
Bahasa Indonesia) 1:
[Salinan]Disalin!
pyaar deewana hota hai
Mastana hotaa hai har khushi se har gam se
begaana hota hai
sama kahe parwane se pare chala ja
meri tarah jal jayega Yahan nahin aag
wo nahin Sunta usko jal jana hota hai
har khushi se har gam se
begaana hota hai
pyaar deewana hota hai ............. hota hai
rahe koi sau pardoon mein berani sharm se
nazar Ajee lakh churaye koi sanam se
aahi jata hai dil jispe Aana hota hai
har khushi se har gam se
begaana hota hai
pyaar deewana hota hai ............. hota hai
Suno kisi shayar ne ye kaha Bahut khub
mana kare duniya lekin hanya mehboob
wo chalak jata hai jo paimaana hota hai
har khushi se har gam se
begaana hota hai
Sedang diterjemahkan, harap tunggu..
